Skip to main content

Weight Loss Kaise Kare - Motapa Kam Kaise Kare [Tips+]

Weight Loss Kaise Kare - Motapa Kam Kaise Kare [Important Tips]
Weight Loss Kaise Kiya Jata Hai In Hindi - Motapa ko kam karne ke liye jankari aap yaha se padh sakte hai. pet ki charbi kam karne ke kayi upaye aaj hum kuch tips btayenge jisse aap apna vajan/pet/motapa/weight loss kar sakte ho. aaj kal motapa ki samasya bahut jyada ho gyi hai kayi log pareshan hai. sirf bade bujurg hi nahi bacho par bhi ye dikhai de raha hai. har koi weight loss ke liye dieting karta hai, par sirf utna hi jaruri nahi hai. aapko or jyada mahanet karni padegi. vajan kam karne ke liye aapko dieting ke sath-sath kayi aise tarike apnane padenge jinse aap motapa kam hote dekh sakte ho. jaise ki Yoga, Vyayam, Bhagna and Gym jana etc...
Agar sarir suwasth ho toh life (jindagi) jine ka mja hi kuch or hota hai. apne swastay ka dyaan dena har insaan ka sapse pela kaam hota hai. lekin aaj ke yug me apne swasthay ke uppar dyaan nahi diya jaa rha hai kyoki sabhi log job ke work me lage rahate hai jo khana milta hai wo kha lete hai jaise ki smose, chips or tali huwi chize. eesi chijo ko sevan kar ke natija fir bahut asahaniya aata hai health issues me ek pareshani jo kafi aam baat ho gayi hai motapa/havy weight/vajan/charbi. kayi log apne bade huwe weight ke karen, weight loss ko lekar hajaaro ruppee kharach kar dete hai essa nahi hai ki asar hota nahi hota hai par wapas weight badane lagta hai or side-effects bhi hote hai.

Fat kam karne ke kayi tarike hai par me aapko kuch ese tips dunga jinse aap wakaye me fark dekh sakoge par inko apanana hoga or daily karna hoga.
Note - Niche diye huwe process me Sarir me kisi bhi prakaar ka dard (pain) hone par ya jarurat se jyada kichaav mahasus (feel) hone par ussi samay normal (saamanya) awasthaa me aa jaye.
Yoga To Weight Loss In Hindi [3+ Tips]

Pranayama Kapalbhati In Hindi [ कपालभाती प्राणायाम ]

Pranayama Kapalbhati In Hindi [ कपालभाती प्राणायाम ]
Yah yogasan ko karne ke liye aapko ek achi saff clean jagah chahiye hogi or saant ke sath sath khule watavaran chahiye hoga. fir chataayi jesa aasan lga kar sadharan tarike se baith jaye. baithe baithe hee apane daen pair ko baayee jangha ke oopar aur bae pair ko daayee jangha ke neeche laga le. fir saas ko bahar chodna hai, or pet ko undr ki aur karna hota hai. isi process ko 5 minutes tak karna hai or subha karna hai morning time me.

Naucasn Yoga In Hindi - [ नौकासन योग ]

Naucasn yoga In Hindi - [ नौकासन योग ]
Yah aasan aapko khuli jagah par karna hai. fir aapko leet jana hai or uppar ki or dekhna hai yani ki aakas ki or muh kar ke pitt ke bal sidhe leet jana hai. fir hatho ko sidhe kamar se thos kar rakhna hai, or apne hatheliyo ko jamin ki or rakhna hai. abh apne gardan ko dire-dire upar ki taraf le jana hai or apne hath sidhe rakh kar hi gardan ke smaan upar uthana hai or sath-sath usi smaan apne pero ko bhi uppar ki or karna hai upar diye gaye image ki posstion banani hai. or ye mudraa me apko 20 second se 30 second tak bane rahana hai. fir dire-dire wapas purane position me aa jana hai. Naukasn yoga ko 2-3 bar karna hai.

Surya Namaskar Yoga In Hindi - [ सूर्य नमस्कार ]

Surya Namaskar Yoga In Hindi - [ सूर्य नमस्कार ]
Upar diye gaye photos se hi pta chal rha hai aapko yoga kaise karna hai. surya namaskar karne vaale dosto ko kayi aasan karne ki awavsyakta nahi rahati yah saare exercises ko pura karta hai yani ki koyi dusra aasan karne ki jarurat katham ho jaati hai. isme sabhi kaa aadhar hota hai. surya namaskar karne ke liye aapko khuli jagah chahiye fir yogasan suru kariye. surya aasan me 12 vidiya hai jo niche di gayi hai. agar aapko pura janna hai in vidiyo ko toh aap humara agala post bade.
  1. प्रणाम आसन (Prayer pose)
  2. हस्तपाद आसन (Raised Arms pose)
  3. हस्तपाद आसन( Hand to Foot pose)
  4. अश्व संचालन आसन (Equestrian pose)
  5. दंडासन |Dandasana (Stick pose)
  6. अष्टांग नमस्कार | Ashtanga Namaskara (Salute With Eight Parts Or Points)
  7. भुजंग आसन |Bhujangasana  (Cobra pose)
  8. पर्वत आसन | Parvatasana (Mountain pose)
  9. अश्वसंचालन आसन | Ashwa Sanchalanasana (Equestrian pose)
  10. हस्तपाद आसन | Hasta Padasana (Hand to Foot pose)
  11. हस्तउत्थान आसन Hastauttanasana (Raised Arms pose)
  12. ताड़ासन | Tadasana

Comments