Skip to main content

Posts

Showing posts from September, 2016

Instagram Ka Account Kaise Delete Kare (Temporarily/Permanently)

Hello Dosto, Aaj Me Btaunga ki kaise hum apne instagram account ko delete kare or account ko 2-tarike se delete kiya jaa sakta hai. wo 2-tarike ye hai pela toh aap chaho toh kuch waqt ke liye delete kar sakte hai jisko hum (Temporarily delete kahate hai) or dusra hum apne account pura delete kar sakte hai yani ki humesha ke liye delete kar dena (usse hum Permanently delete kahate hai). hum aaj 2-methods dene wale hai (temporarily and permanently). kayi logo ko instagram ka account delete karne me bahut dikkhat aati hai isliye humne ye post bnaya hai jisse aapko bahut help milegi. Instagram ek bahut bda Photo And Videos sharing karne ka network hai apne friend se aap videos or photos share kar sakte hai. aap chaho toh apne photo and video ko publicly and privately kar sakte ho or ye social network kayi networking site se milti julti hai like Facebook, Twitter, Tumblr, and Flickr... chaliye apan abh wapas point par aate hai aam tor mene bta diya instagram kya hai. niche diye gaye 2 metho

Whatsapp Se Paise Kaise Kamaye $5 To $100+ Hindi Me*

Hello Friends, Aaj humara post whatsapp se paise kaise kamate hai iske baare me hai. yah popular messaging app hai isse aap paise banaa sakte hai. aapko esse methods bataunga ki jisse whatsapp se teji se paisa banaa sakte hai. bahut se log whatsapp se paise banaa rahe hai or bahut samay se. niche mene full guide kiya hai or kuch methods ki list banai hai. hum sabh ko pataa hai ki whatsapp app bahut popular hai or abh whatsapp desktop application ban gayi hai toh aap abh or jayda paise kama sakte ho. kyoki abh whatsapp messenger app sare platform [Android, Windows, iOS etc...] par chalta hai. Website or Blog Se Paise Kaise Kamaye . Internet Se Paise Kaise Kamaye . Youtube Se Paise Kaise Kamaye . Kya whatsapp hume directly paise deta hai nahi whatsapp aapko paise nahi dega. kyoki whatsapp par koi ads ya koi bhi advertisement allow nahi hai. whatsapp ki service free hai kyoki isme na toh ads campaign hote hai or na hi monetization hota hai toh no trick. whatsapp #1 social messaging app ha

Computer Ko Faster Karane Ke Top Tarike*

Computer slow hona ek aam baat ho gayi hai. kyoki hum log apne computer/pc/laptop me bahut si application daal dete hai isliye essi pareshaniya aane lag jati hai computer slow ho jata hai or hang bhi hota hai or essa bhi hota hai ki koi application chlate samaye bhi atak jata hai or yha tak ki internet ki speed bhi slow ho jati hai web browser bhi slow hoo jata hai. hum aaj in problem ka solution denge jisse aap wapas computer ko faster kar sakoge. computer ko speed me wapas laane ke hum top tarike batayenge jo particular windows par work karta hai yani ki bhale wo windows xp ho ya windows 7/8/8.1/10 ho sabhi pe kaam karega. Hum jante hai computer slow kayi tarike se ho sakta hai jaise ki folder/file open karte samaye bahut load le lena or my computer open karte samaye loading hona or fir internet surfing karte samaye ya fir kuch other task me etc... agar aap in pareshaniyo me hai toh aapko mukti milegi or apna computer wapas kayi guna fast kar paoge. aapne ye jarur search kiya hoga ki

Gmail Ka Password Kaise Change Kare (Using PC & Smartphone)

Hello Dosto, Aaj hum Gmail account ka password change kaise karte hai iske baare me btayenge. abhi ke samaye me har koi apnaa gmail account bna rha hai or pure duniya me itne gmail account ban chuke hai ki pucho hi mat. par baat jab hackers logo ki kare toh hackers log daily bahut saari mail id account hack karte hai har din kisi na kisi ka gmail id hack ho jata hai. isliye hum logo ko har month apne gmail id ka password change karna padta hai wo bhi thik hai par jin logo ko apne gmail account ka password change nahi karna aata hai unko bahut badi problem aati hai. kyoki unko pta hi nahi hota ki karna kaise hai kaha jana hai iske liye. isliye aaj me aapko ek achi si guide dene wala hu jiss se gmail ka password easily change kar paoge. Apna Mobile Number Kaise Check Kare . Gmail account ka password change aap kisi bhi device se bhi kar sakte hai matlab ki aap chaho toh android smartphone se ya agar aapke pass computer (PC & Laptop) hai toh us se bhi. hum aaj dono platform ke tutoria

Top Best Adsense Alternative Site (5+) in Hindi

Hello Friends, Aaj hum Make Money Online Ka HindiMeTopicS laye hai kayi bloggers online bahut income bana rahe hai Google Adsense ke jariye se. par adsense har kisi ke approval nahi hota hai kyoki google adsense ki policies bahut jyada sakt hai jisse agar follow na karo toh approval nahi milta hai. agar aap thak chuke hai adsense approval krwane me toh tension mat le kayi or bhi raste hai paise kamane ke jo aaj hum btane wale hai. bas in make money alternative site me apko site ki jarurat padegi uske bina paise kamaya nahi jaa sakta hai. chahiye mene aaj essi sito ko collect kiya hai jo bahut reliable hai or adsense ke jitne earning bhi de sakta hai means income bhi ban sakti hai. agar apki site ki traffic bahut achi hai toh aap adsense ke alternatives sites ko chune adsense account ke piche apnaa time na waste kare dusre site ko apnaye. Online Internet Se Paise Kaise Kamaye . Android Mobile Se Paise Kaise Kamaye . Whatsapp Se Paise Kaise Kamate Hai . Kayi Blogger ke pass site/blog h

SEO Article Content Ke Sath Better Result Pane Ke Liye 5+ Upyogi Tips

Hi Friends, Aaj me wapas se seo article ke baare me btane wala hu jo search engine optimized karega or better result dega. mene bahut research ki hai or importants karno ko select kiya hai jo apko article content start karane se pele hi in kuch tips ko follow karna hai. yah little tweaks hai jo search engine me apni site ko improve kar sakta hai means ache result de sakta hai. Blog Me Visitor Kaise Increase Kare . Aap sabhi ko pta hai SEO ( Search Engine Optimizer ) kyo jaruri hai. yah apni site ko search engine me ranking me lata hai or sath-hi-sath traffic bhi increase hoti hai. isliye seo important hai aaj har blogger seo ko follow kar rhe hai jiss karan kayi beginner bloggers piche ho rahe hai kyoki wo log seo ko follow nahi kar rahe. par me kuch tiny tweaks tips btaunga jisse aap search engine me top result me aa sakte ho. chaliye iske baare me jaldi se jaan lete hai. Get Better Result With SEO Article Content In Hindi Make Your Professional Profile Targeted Keywords Relevant Key

Best Whatsapp & Facebook Status in Hindi And English

Hi Dosto, Aaj hum aapke sath kuch best popular whatsapp and facebook stauts share karenge. jisko aap apne whatsapp or facebook status bana sakte hai. agar aap ache status ko dhund rahe ho toh aap ne sahi site dhundi hai iddr apko kayi tarah ke status milenge (Motivational, Funny, Inspirational, Attitude, Friendship, Emotional, Heart Touching etc...) agar aap whatsapp or facebook ke quotes dhund rahe ho toh ye article apke liye best sabhit hoga. Note Must Be Read - This website is strictly for information purpose, We are not affiliated with whatsapp, facebook or any of it’s brands. Best Facebook and Whatsapp status hindi me or english me dono ki list niche di huwi hai or ye list samay-samay par update hoti rahegi or list badati rahegi. status quotes different types ke niche diye gaye hai or aap apne mutabhik select kar sakte hai apna perfect quotes ko chose kar sakte hai or in status ke through apne feeling ko descibe kar sakte hai. chahliye whatsapp and facebook ke hindi status or eng

Wordpress Me Apne Blog Ko Design And Customize Look Me Kaise Banaye *

Hey Guys, Aaj hum btayenge ki wordpress me apne blog ko new design or customize look kaise diya jata hai. Chaliye me point par aata hu, Wordpress me apne blog ko design and customize look me kaise banaye, jisse aap or aapke visitors ko clean or readable contents dikhe. ha ek or baat apko koi bhi programming sikhne ki jarurat nahi hai. internet par already bahut saare design available hai premium or free theme jise apply kar ke apne blog ko acha look de sakte hai. Internet par wordpress ke themes sabhi category contents ke mil jaate hai yaha tak ki saare wordpress theme bahut professional hote bhi hai or apko redesign, rebuild or re-custom karane ki jarurat bhi nahi hogi. yah pahale se hi programmers ke dwara teyar kiya huwa hota hai or sabhi devices me test bhi kiya hota hai like: Seo Optimize, Theme Responsive & Loading Fast Light Weight etc... What is a WordPress Theme? - WordPress Theme Kya Hai: Hum jante hai ki wordpress free software or content management ka saadan hai jisse h

Windows 10 Me Fonts Ka Size And Icon Kaise Badale *

Aaj Hum (Windows 10 Me Fonts Ki Size Kese Badale - How To Change Fonts Size in Windows 10 in Hindi) ke bare me btayenge. saare windows xp, windows 7, windows 8, windows 8.1 or windows 10 me fonts size change karne ki suwida deta hai par bahut se logo ko ye pta nahi hota hai ki fonts ko kahaa se change kiya jaye or k ai se kiya jaye. mera ek friend hai jisko windows 10 ka font ki size badalni thi par usko pta nahi tha ki kaha se badalte hai, or wo mere pass aaya or ye problem mujse share ki fir mene fonts wali problem mene solve kar di. aaj mene socha ki hamare india me kitne log honge jisko ye pta nahi hoga ki fonts ki size ko change kese kare mene socha ki iske bare me ek article likha jaye or aaj me windows 10 me fonts badale kaise wo share karne jaa rha hu jisse aage se apki problem nahi ayegi or windows 10 aap chaho jiss hisabh se size ko set kar skoge.               Windows 10 Laptops, Desktops, Tablets or yahaa tak ki phones par bhi chalta hai - operating system ko apne anusar sc

Kaise Kare YouTube Se MP3 Convert Bina Kisi Software Ki Madad Liye *

H ello friends, aaj me bahut acha topic leke aaya hu or bahut interesting topic bhi hai or logo ko jarurat bhi hai. ye jankari (kese kare youtube se mp3 convert bina kisi software ke madad liye - How To Convert YouTube To mp3 Using Online Website Hindi Me) is bare me hai. Youtube millions video songs collection provide karwata hai. jo apko song pasand hai wo aap youtube par search kar ke video songs dekhne ke sath - sath sun sakte ho. par baat india logo ki hai india ke log jo limited internet krate hai wo video songs ka majaa nahi le pate kyo ki video songs kayi pixel (144p, 240p, 360p, 720p, 1080p etc...) me hote hai or yaha tak ki HD Video Or 3D video bhi hota hai, toh isme bahut jyada Data (MB or GB) lag jata hai. kyoki hum jante hai ki internet data pack bahut menga hai , limited bhi or yha tak ki network bhi kum aata hai jisse video buffering mode me chalaa jata hai toh video songs atak - atak ke chalta hai , aap apne favorite songs ka majaa nahi le pate, or YouTube me ye suwid

Apni Website Kaise Banaye Impressive (Design With CSS3)

Hello Dosto, Aaj hum janenge ki website ko impressive attractive kaise banate hai sath hi sath css3 ko kaise create or usko use me lete hai. website ko awesome create karne ke liye apko design ke sath css3 ko improve karna hoga jisse users ko acha experience mile or traffic bhi increase ho jaye . css3 ke use se style and layout ko set kar sakte hai yah abhi latest standard css series chal rahi hai. yah css3 offer karta hai wide variety ke new trends ko jo website ko improve ke sath hi new look deta hai. isme bahut hi jyada exciting new features and functions mojud hai, css ko used karne se website ki designing bahut achi hoti hai aaj css ke koi powerful tools majud hai jisse use kar ke website ko develop kiya jaa sakta hai. Wordpress Me Apne Blog Ko Design And Customize Look Me Kaise Banaye .  Wordpress ki Theme Install Kaise Kare . Aaj ke samay me sabhi website css3 ke madad se ban rahi hai kyoki CSS3 me capabilities hai look ko change kar dena or most effective banana. css3 ke madad

Connectify Hotspot Kya Hai Ise Kaise Chlaye | Full Guide

Hi Friends, Aaj me ek issa software ke baare me btaunga jo apke liye best sabit hoga. kyoki aajkal hum log file sharing bahut karte hai device-to-device jaise ki (videos, songs, files etc...) or toh or is software ki madad se aap internet ko bhi share kar sakte ho. Connectify Hotspot ki madad se aap kuch bhi Wi-Fi ke jariye se share kar sakte ho other devices se. yah software #1 Networking Software hai or trusted bhi kyoki 100 million se bhi jyada log kaam me le rahe hai kyoki yah bahut reliable hai or easy-to-use bhi hai. hum sabh jante hai smartphone me Wi-Fi hota hai or Wlan-hotspot bhi hota hai. par baat jab laptop wale logo ki aati hai toh unke liye Wi-Fi Hotspot ke liye essa koi setup nahi hota jisse hum easily kaam me le sake jisse quickly turn on kiya jaa sake wifi hotspot ko. aaj hum esse hi ek software ko present kar rahe hai uska name Connectify Hotspot hai company puri focus kar rahi hai reliability or simplicity par jisse software har koi aasani se chla sake. Android Phone