Skip to main content

Li-Fi Kya Hai? LiFi Kaise Kaam Karta Hai

Li-Fi Kya Hai? LiFi Kaise Kaam Karta Hai
Hi Friends, Muje pta hai bahut friends utsuk hai li-fi ke baare me janne ke liye. chaliye me btata hu peli baat yah wi-fi ke takkar me hai matlab ki yah bahut high speed data transfer technology hai. yah india ne aawishkar kiya hai yah puri dunia me chaa jayega or dunia Wi-Fi ko bhul jayenge kyoki Li-Fi technology Wi-Fi se koi guna tej hai isse internet ki speed (x100) bad (increase) ho jayegi.

LiFi Kya Hai - LiFi Kaise Kaam Karta Hai ?

Li-Fi ek essi wireless Broadband technology hai jo data ko send or receive kiya jaa sakta hai or ye LED ka upyog karti hai. yah technology aaj ke Wi-Fi ke compare me x100 guna tej speed se kaam karti hai. is technology me data ko visile Light communication VLC ke dwara transfer kiya jata hai. network ke bich data LED light se send kiya jata hai. yah dunia me nya technology ki name hai (Li-Fi)
Li-Fi Kya Hai? LiFi Kaise Kaam Karta Hai

Li-Fi Ke Fayde:


  • Yah 1GB+ high speed data transmission rates transfer karne ki ability rakhta hai.
  • Jha tak light jaa rahi hai yah wahi tak hi kaam karta hai isse aage ye kaam nahi karta isliye humare data ko privacy and security and safe rhta hai.
  • Li-Fi sasta hota hai kyoki isko manage karna bahut aasan or maintenance dena bhi bahut aasan hai.

Comments