Skip to main content

Kaise Pta Kare PC Me Konsa Graphics Card Lga Hai

Kaise Pta Kare PC Me Konsa Graphics Card Lga Hai
Aapke computer ya laptop me Graphics Card kitna memory ka lga hai or konsa company ka graphics card lga wo kaise jaane is topic par humne aaj ek article bnaya hai. graphic card basically gaming ke liye hota hai kyoki har game me visual environment hota hai toh graphic manta hai. aapka graphic card hi gaming or high defination (HD) video ko ache se chlane me help karta hai. agar aap latest game ya HD movie chlane me problem aa rahi hai, toh yah karan graphic card bhi ho sakta hai. isliye koi bhi aap game le pele aap graphic card check kar le aapke pc me graphic card kitne memory ka hai fir hi aap game ko chlaye.

How to find out which is your graphic card Using With DirectX Diagnotics:

  1. Sabse pele aapko run dailog box open karna hai. (Windows + R) button press kare.
  2. DirectX Diagnostic ko open karne ke liye Run Dailog Box me aap "dxdiag" likhe or enter maare. program load hone me kuch minutes lagega thoda wait kare. yah peli bar open hone par hota hai agar aap dusri bar open kar rhe ho toh wait karne ki jarurat nahi hai.
    DirectX Diagnostic
  3. DirectX Diagnostic Tool open hone ke baad aap "Display" tab me jaye.
  4. Fir aap display tab me dekh sakte hai graphic card ka name or manufacturer ka name and isme unused integrate graphic display nahi hote hai.
    DirectX Diagnostic Tool - PC Details

Comments