Skip to main content

Instagram Ka Account Kaise Delete Kare (Temporarily/Permanently)

Instagram Ka Account Kaise Delete Kare (TemporarilyPermanently)
Hello Dosto, Aaj Me Btaunga ki kaise hum apne instagram account ko delete kare or account ko 2-tarike se delete kiya jaa sakta hai. wo 2-tarike ye hai pela toh aap chaho toh kuch waqt ke liye delete kar sakte hai jisko hum (Temporarily delete kahate hai) or dusra hum apne account pura delete kar sakte hai yani ki humesha ke liye delete kar dena (usse hum Permanently delete kahate hai). hum aaj 2-methods dene wale hai (temporarily and permanently). kayi logo ko instagram ka account delete karne me bahut dikkhat aati hai isliye humne ye post bnaya hai jisse aapko bahut help milegi.

Instagram ek bahut bda Photo And Videos sharing karne ka network hai apne friend se aap videos or photos share kar sakte hai. aap chaho toh apne photo and video ko publicly and privately kar sakte ho or ye social network kayi networking site se milti julti hai like Facebook, Twitter, Tumblr, and Flickr... chaliye apan abh wapas point par aate hai aam tor mene bta diya instagram kya hai. niche diye gaye 2 method ko aap follow kar sakte hai.

How to temporarily disable an Instagram account - in Hindi

Note: Aap application ke dwara instagram account ko delete nahi kar sakte. kyoki usme ye option available nahi hai abhi future me sayad aa jaye par abhi available nahi hai.
  • Pele aap browser ke dwara Instagram.com ko open kare or login kare.
  • Fir top-right side me "profile button" milega us par click kare. (image ko follow kar sakte hai)
  • New page open hoga jisme aapko "Edit Profile" button par click karna hai.
  • Scroll-Down kare or Submit button ke just right-side me "Temprorily Disable My Account" likha milega ya dikhega us link par click kare.
    Temporarily disable my account
  • Fir ek new page open hoga jisme aapse pucha jayega ki aap ye account kyo disable karna chahate hai or ek option list milega un option me se ek reason ko select kare or apna password likhe or "Temporarily Disable Account" button par click kare.
    Temporarily disable my account now - Instagram.png
  • That's it abh aapko wapas re-activate karna ho toh simple hai login kar lo reactivate ho jayega account.

How to delete an Instagram account permanently - in hindi


  • Browser ke dwara aap is instagram page par jaye. Instagram’s dedicated page for deleting accounts.
  • Fir apna account login kare.
  • Fir wahi page refresh hoga or aapse pucha jayega ki aap ye account kyo delete karna chahate hai or ek option list milega un option me se ek reason ko select kare or apna password likhe or "Permanently delete my account" button par click kare.
    Permanently delete my account
  • That's it abh apka account delete ho gya enjoy!!!

Comments

Popular posts from this blog

Kaise Banaye Successful Website Ka Plan

Agar aapko online successful website create karani hai or usme kamiyabhi leni hai toh aapko site/blog banane se pahale kuch planning karani padegi jisse aap ache se apne target ko pura kar sakte ho. koi log website ki planning nahi karte or site create kar ke kuch kar padate hai kaise bhi chalane ki sochate hai par wo akhir kar fail ho jate hai. kyoki unhone planning hi nahi ki. agar aap really me serious website ke maamale me toh article ko follow jarur kariyega. Apne Site/Blog Ke Visitor Kaise Increase Kare . Site/Blog Ko Monetize Kaise Kare . plan banane se humko pata chalta hai ki kya-kya karana hai or kya target ko achieve karane hai or kaise planning ko successful karana hai. aapko jisme ruchi (interest) hai aap ussi ke baare me plan banaye kyoki aap usme expert hote ho or usme aap apna best dete ho bahut se users hai jo aapke jesa bhi sochate hai jis users ko information chahiye wo aapki website ko jarur hi visit karega. par iske liye aapko P.L.A.N. banana jaruri hai. P -repare ...

Android Phone Me Saved WiFi Ka Password Kaise Pata Kare (2+ Tarike)

Hi Friends, Aaj hum is article me janenge ki Wifi ka password kaise dhunde. bahut log pareshan ho jaate hai old password ko find karane me, kyoki android phone me aasani se dikhata nahi hai. aapko thoda techincal banna padega. aaj hum aapko 2 Methods batayenge jisse wifi ka password janne me madad karega yah tarike 100% working hai. (bahut log search karte hai connect wifi ka password kaise pata kare android online iska answer apko is article me milega.) Computer Me Old Saved WiFi Password Ko Kaise Dhunde (Windows 8/8.1/10) .  Phone Number Kaise Pata Kare/Kaise Check Kare - All Operators . Apke pass koi bhi android phone ho chahe samsung, nokia, micromax, lg, lenovo, redmi, lava etc... sabhi me kaam karega chahe android old version ho ya new version kayi farak nahi padta. agar aapka phone root nahi hai toh koi baat nahi aapke liye dusra method sahi rahega. agar aapka smartphone phone rooted hai toh aap dono method ko follow kar sakte hai. aapne android phone aaj tak jitane bhi wifi...

Kaise Kare YouTube Se MP3 Convert Bina Kisi Software Ki Madad Liye *

H ello friends, aaj me bahut acha topic leke aaya hu or bahut interesting topic bhi hai or logo ko jarurat bhi hai. ye jankari (kese kare youtube se mp3 convert bina kisi software ke madad liye - How To Convert YouTube To mp3 Using Online Website Hindi Me) is bare me hai. Youtube millions video songs collection provide karwata hai. jo apko song pasand hai wo aap youtube par search kar ke video songs dekhne ke sath - sath sun sakte ho. par baat india logo ki hai india ke log jo limited internet krate hai wo video songs ka majaa nahi le pate kyo ki video songs kayi pixel (144p, 240p, 360p, 720p, 1080p etc...) me hote hai or yaha tak ki HD Video Or 3D video bhi hota hai, toh isme bahut jyada Data (MB or GB) lag jata hai. kyoki hum jante hai ki internet data pack bahut menga hai , limited bhi or yha tak ki network bhi kum aata hai jisse video buffering mode me chalaa jata hai toh video songs atak - atak ke chalta hai , aap apne favorite songs ka majaa nahi le pate, or YouTube me ye suwid...