Skip to main content

Affiliate Program/Marketing Kya Hota Hai Isse Paise Kaise Banate Hai

Affiliate Marketing_Program Kya Hai Kaise Kamaye Paise
Jab apne search kiya hoga online paise kaise kamaye ya fir make money online likh ke search kiya hoga toh apko ye (affiliate marketing) word jarur mila hoga. par iske baare me pura information mila nahi hoga ya fir samaj nahi aaya hoga isliye aaj humane affiliate marketing ke baare me topic banane ka socha. kayi friends/dosts chahate hai online paise banaya jaye par kaise wo nahi pata hota matlab ki rasta pata nahi hota ki me kya karu jisse internet se paise kama saku. isliye aaj mene ek or tarika dunda hai jisse online paise kama sakte ho.

What Is Affiliate Marketing/Program? - हिन्दी में

Affiliate marketing se blogging karte huwe income bana sakte hai. yah Google Adsense Program se kahi guna badiya tarika hai or isse bahut jyada paise kama sakte hai. kyoki affiliate program me itne saare product hote hai jo apke blog related product aasani se mil jate hai. apko product related content bana hai or affiliate jis company se kiya huwa hai uska related product ki link ko add karni hai. jab koi customers us link par click karta hai or us prodcut ko buy/purchase karta hai toh apko us product ka commission milta hai issi process ko affiliate program ya marketing kahate hai.
Affiliate programs work kaise karta hai. apko us product ko review karna hai jis product se aap affiliate marketing kar rahe ho. uske baare me deepli btaye or jiss product ko aap recommend kar rahe hai uske work bhi btaye ki ye kaam kaise karta hai etc... reader jab us article ko padenge toh thoda time denge read karane me barikiya dekhenge, or feel more comfortable se buying ya fir purchase karenge isse apki income bhi banegi means commission milega.

How Do Affiliate Programs Pay? - Affiliate Program Or Marketing पैसे कैसे देता है ?

Bahut Programs Hai Jo Bahut Specific Rules Hote Hai Ki Kaise Ve Apko Pay Karte Hai. Confuse Mat Hona 3-Common Raste Hai Jisse Aap Affiliate Programming Kar Sakte Hai. Niche Mene Puri Baat Btayi Hai Points Me Jisse Samajane Me Aasani HO Jaye -
Pay Per Click - Affiliate Program
  1. Pay Per Click - Yah related hi hai most online advertising jaise, or koi people apke affiliate marketing ke link par click karta hai toh apko uske paise milate hai ye kis tarah ke hote hai (i.e.-link, button, image you placed on your site). par normally pay per click me bahut low paise milate hai. isse jyada income nahi banati par ha apki site ki traffic bahut achi hai toh ye bhi apke liye best way ban sakta hai.
    Pay Per Action - Affiliate Program
  2. Pay Per Action - Apke site se affiliate link par click hota hai toh apko paise milte hai pay per click me. par ye usse thoda alag hai isme apko affiliate program ki link par nahi milta hai. yah customer dwara link par click hota hai or aage jaake product ko buy karta hai. fir apko uske paise milte hai. par isme apko ppc (Pay Per Click) se kayi guna jyada milta hai. kyoki isme payment tracks hote hai or purchase hone par apko us product ke buy hone par kuch percentage milte hai. example ke liye jaise koi product Rs.10,000/- ka hai or customer dwara buy kiya gaya hai toh apko uske Rs.1,000/- mil sakte hai par yah percentage ke uppar nirbar hai ki affiliate program apko kitne percentage par dega.
    Pay Per Lead - Affiliate Program
  3. Pay Per Lead - Advertiser Pay karte hai affiliate based conversion ke leads se, matlab ki jaise aap apne blog me koi files, Softwares, Download button, Sign-up ke liye newsletter, ya fir trial offer sing-up jaise include karte ho toh yah PPL (Pay Per Lead) process kahalata hai. jo visitor apko follow karte hai toh yakinan apko follow bhi karenge isse bhi aap income banaa sakte hai.

Final Words - Affiliate Marketing & Programming

Affiliate marketing ke baare me kayi log confused ho jate hai ki Affilate or Feferral programming me kya farak hai. basically kuch bhi farak nahi hai dono ek jaise hi hai or yah third parties retailer hote hai. affiliate marketing se product ke baare me motivate kar sakte hai ki ye product aapke liye best rahega. affiliate programs ke kitne levels hote hai wo humane uppar jana hai. kaise hum affiliate program me participat kar sakte hai ye bhi jana hai. koi log affiliate programs se thousands of dollars per month income bana rahe hai isliye muje viswas hai ki aap bhi affiliate marketing kar sakte hai or internet se paise kama sakte hai. big product sale hone pe bahut jyada fayda hota hai kyoki usme percentage comission badata hai or income bhi. example - agar aap 8 se 10 product sale karte hai toh aap Rs.10,000/- Se Rs.20,000/- tak kama sakte hai. par ye badega product hote hai jaise ki TV, Washing Machine, Furniture etc...
Agar apko information achi lagi ho toh please comment kare or agar apko lagta hai ki kuch missing hai toh hume btaye or contact kare humse hum wo bhi information ko include karenge. or agar apne ye experience liya hai affiliate programming me toh humse share kare hum chahate hai ki humare dosto ko apka experience btaye. 

Comments

Popular posts from this blog

Kaise Banaye Successful Website Ka Plan

Agar aapko online successful website create karani hai or usme kamiyabhi leni hai toh aapko site/blog banane se pahale kuch planning karani padegi jisse aap ache se apne target ko pura kar sakte ho. koi log website ki planning nahi karte or site create kar ke kuch kar padate hai kaise bhi chalane ki sochate hai par wo akhir kar fail ho jate hai. kyoki unhone planning hi nahi ki. agar aap really me serious website ke maamale me toh article ko follow jarur kariyega. Apne Site/Blog Ke Visitor Kaise Increase Kare . Site/Blog Ko Monetize Kaise Kare . plan banane se humko pata chalta hai ki kya-kya karana hai or kya target ko achieve karane hai or kaise planning ko successful karana hai. aapko jisme ruchi (interest) hai aap ussi ke baare me plan banaye kyoki aap usme expert hote ho or usme aap apna best dete ho bahut se users hai jo aapke jesa bhi sochate hai jis users ko information chahiye wo aapki website ko jarur hi visit karega. par iske liye aapko P.L.A.N. banana jaruri hai. P -repare ...

Android Phone Me Saved WiFi Ka Password Kaise Pata Kare (2+ Tarike)

Hi Friends, Aaj hum is article me janenge ki Wifi ka password kaise dhunde. bahut log pareshan ho jaate hai old password ko find karane me, kyoki android phone me aasani se dikhata nahi hai. aapko thoda techincal banna padega. aaj hum aapko 2 Methods batayenge jisse wifi ka password janne me madad karega yah tarike 100% working hai. (bahut log search karte hai connect wifi ka password kaise pata kare android online iska answer apko is article me milega.) Computer Me Old Saved WiFi Password Ko Kaise Dhunde (Windows 8/8.1/10) .  Phone Number Kaise Pata Kare/Kaise Check Kare - All Operators . Apke pass koi bhi android phone ho chahe samsung, nokia, micromax, lg, lenovo, redmi, lava etc... sabhi me kaam karega chahe android old version ho ya new version kayi farak nahi padta. agar aapka phone root nahi hai toh koi baat nahi aapke liye dusra method sahi rahega. agar aapka smartphone phone rooted hai toh aap dono method ko follow kar sakte hai. aapne android phone aaj tak jitane bhi wifi...

Kaise Kare YouTube Se MP3 Convert Bina Kisi Software Ki Madad Liye *

H ello friends, aaj me bahut acha topic leke aaya hu or bahut interesting topic bhi hai or logo ko jarurat bhi hai. ye jankari (kese kare youtube se mp3 convert bina kisi software ke madad liye - How To Convert YouTube To mp3 Using Online Website Hindi Me) is bare me hai. Youtube millions video songs collection provide karwata hai. jo apko song pasand hai wo aap youtube par search kar ke video songs dekhne ke sath - sath sun sakte ho. par baat india logo ki hai india ke log jo limited internet krate hai wo video songs ka majaa nahi le pate kyo ki video songs kayi pixel (144p, 240p, 360p, 720p, 1080p etc...) me hote hai or yaha tak ki HD Video Or 3D video bhi hota hai, toh isme bahut jyada Data (MB or GB) lag jata hai. kyoki hum jante hai ki internet data pack bahut menga hai , limited bhi or yha tak ki network bhi kum aata hai jisse video buffering mode me chalaa jata hai toh video songs atak - atak ke chalta hai , aap apne favorite songs ka majaa nahi le pate, or YouTube me ye suwid...